Monday 18 November 2019

final result for the post of Junior Environmental Engineer Post code-743 (New) (Date: 18 Nov 2019)

Hpsssb Junior Environmental Engineer Post code-743 Result  

final result for the post of Junior Environmental Engineer Post code-743  , hpsssb result 2019,
hpsssb_result_2019

hello dosto swagat hai app sabka mere blog JSR STUDY mai

Jaisa ki aap sab jante hi honge hpsssb ki tarf se hr saal bhut jyada vacancies niklti rehti hai or is saal bhi hpsssb ki vacancies nikli hui thi or hpsssb online form bhut sare students ne bhare . inhi vacancies mai ek vacancy Junior Environmental Engineer Post code-743   ki bhi thi jiske 4296 students ne hpsssb online form bhare the  per hpsssb board ki tarf se sirf 3533 students ko hi test ke liye bulaya gaya tha pr Junior Environmental Engineer Post code-743 ke exam mai sirf 2143 students ne hi test diya tha jabki 1390 students absent the .  uske baad Hpsssb board ki tarf se result ki merit ke aadhar per 50 candidates ko evaluation process ke liye bulaya gaya tha . Or uske baad abhi tak iska result nahi aaya hua tha jissse sabhi students ki nigahe result per hi tiki hui thi sabhi students result ka wait badi hi beshwari ke sath kr rahe the .

Per ab students ka intzaar katam ho gaya hai kyunki HPSSSB ne Junior Environmental Engineer Post code-743 ka result declare kr diya hai or apni website per upload bhi ker diya hai aap hamare blog se hi Junior Environmental Engineer Post code-743 ke result ki PDF download kr sakte hai 

HPSSSB KE RESULT KI PDF DOWNLOAD KRNE KE LIYE NICHE CLICK KRE  

↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓





इसे भी पढ़ें - 

Hp Patwari related gk ke sabhi part padhne ke liye - Click here 


Current affairs se related sabhi part padhne ke liye - Click here

HIMACHAL SE RELATED QUESTIONS KE LIYE à¤¯à¤¹ाँ क्लिक करें


Aapko hamari aaj ki post kaisi lagi please comment krke jrur bataye or agar aapko hamare aaj ki post thodi bhi helpful lagi ho to please meri post ko share krna mat bhule or mere blog ko follow jrur ker de ...danyabaad  aapka din subh ho .

No comments:

Post a Comment