HP TEACHER ELIGIBILITY TEST -JUNE 2020 ONLINE FORM
Dosto aaj ki post me hum HP TET (2020) ke online form ke baare mai discuss krne wale hai
Dosto jaisa ki aap sab jante hi ho ki hr saal hp board ki tarf se Himachal Pradesh Teacher Eligibility Test liya jata hai ushi tarh is saal bhi Teacher Eligibility Test June 2020 ke form nikal chuke hai or aap sab in form ko ab bhar bhi sakte hai
Dosto aap form bharne se pehle niche diye gaye Prospectus ko download kr ke dang se padh lijiyega . Isme aapko test se related puri jankari ache se mil jayegi or examination center ke code bhi isme diye gaye hai or aapko exam mai kis type ka question paper aayega uska sample bhi is Prospectus mai diya gaya hai to dosto aap is Prospectus ko download kre or niche diye gye link se jaldi se jaldi HPTET ke form ko fill kr lijiyega
Examination Fees : -
For General and its Sub-Categories (except PHH) - 800 Rs
For OBC/ST/SC/PHH Categories - 500 Rs
Important Dates :
Starting Date - 16-06-2020
Last Date - 06-07-2020
Download Prospectus - Click Here
Apply Online - Click Here
Download Notification - Click Here
Applying Online for D.El.Ed CET(2020) - Click Here
HPPSC LATEST RECRUITMENT 2020 - Click Here
HPSSSB Exam Related Gk Ke Sabhi Part Padhne Ke Liye - Click Here
Hp Patwari related gk ke sabhi part padhne ke liye - Click here
Current affairs se related sabhi part padhne ke liye - Click here
HIMACHAL SE RELATED QUESTIONS KE LIYE यहाँ क्लिक करें

⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆
Aaj aapne hp tet exam 2020 se related post dekhi , Aapko hamari aaj ki post kaisi lagi please comment krke jrur bataye or agar aapko hamare aaj ki post thodi bhi helpful lagi ho to please meri post ko share krna mat bhule or mere blog ko follow jrur ker de . kyunki hamare blog per aapko latest gk , latest vacancies detail, answer keys, previous year question paper,exam results or bhi bhut kuch milega .to please hamare blog per roj visit kiya kijiye .mere blog per aane ke liye aap GOOGLE pe JSR STUDY likh ke search kre aapko top per hmara blog mil jayega .danyabaad aapka din subh ho .
No comments:
Post a Comment