Monday 12 October 2020

HPSSSB CLERK POST CODE 763 ADMIT CARD

HPSSSB CLERK POST CODE 763 ADMIT CARD


Hello dosto swagat hai aap sabka hamre blog JSR STUDY pe . 

dosto jaisa ki aap jante hi honge ki hr saal ki tarh is saal bhi  hpsssb ki bhut sari vacancies nikali hui thi or bhut se student ne hpsssb online form fill bhi kiye the . inhi hpsssb vacancy mai ek vacancy thi Clerk  ki .

Clerk ka exam 18 Oct. ko hone ja raha hai . ye exam Evening session mai hoga . isliye sabhi students hpsssb Clerk post code 763 exam ke admit card issue hone ka wait ker rahe hai .


To students ab aapka ye intazaar katam ho gaya hai kyunki ab aap hpsssb ki official website se apne admit card download kr skte hai ya aap mere blog se bhi apna admit card download ker skte hai . aap niche diye link per click kriye or apni application id jo ki aapko form bharte bar mili hai use isme fill kr de ya apna aadhar card no. bhar ke bhi aap apna admit card download kr payenge . Application No. bharne ke baad aap search per click kre phir aapke registered mobile no. per ek otp aayega us otp ko aapko isme fill krna hai or aapka admit card download ho jayega 


Download Clerk Admit Card - Click Here

Reject List for the post of clerk - Click Here

HP CLERK PREVIOUS YEAR QUESTION PAPER -  Part - 1  ||  Part 2


इसे भी पढ़ें - 

HPSSSB Exam Related Gk Ke Sabhi Part Padhne Ke Liye - Click Here

Hp Patwari related gk ke sabhi part padhne ke liye - Click here 

Current affairs se related sabhi part padhne ke liye - Click here

HIMACHAL SE RELATED QUESTIONS KE LIYE à¤¯à¤¹ाँ क्लिक करें

⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆⬆
Aaj aapne hpsssb Admit card 2020 se related post padhi , Aapko hamari aaj ki post kaisi lagi please comment krke jrur bataye or agar aapko hamare aaj ki post thodi bhi helpful lagi ho to please meri post ko share krna mat bhule or mere blog ko follow jrur ker de . kyunki hamare blog per aapko latest gk , latest vacancies detail, answer keys, previous year question paper,exam results or bhi bhut kuch milega .to please hamare blog per roj visit kiya kijiye .mere blog per aane ke liye aap GOOGLE pe JSR STUDY likh ke search kre aapko top per hmara blog mil jayega .danyabaad aapka din subh ho .

No comments:

Post a Comment